What are symptoms of mental illness

 

Mansik bimari ke lakshan kya hote hain?

    Mansik rog ke lakshan kya hote hain? What are the symptoms of psychiatric illnesses? How to identify psychiatric disorders?

    Mansik bimari ya dimagi bimari ek aam bimari hai. Depression, anxiety jaisi bimariyaan to kafi common ho chuki hain. Lekin aksar ye dekha gaya hai ki log mansik rog ko pehchan nahi paate hain aur mansik rog ka ilaj karne mein bahut der kar dete hain.

    Dimagi rog ke lakshan aam taur pe emotions aur soch mein aate hain. Mansik rog ke lakshan ko agar jaldi se pehchan liya jaye aur sahi samay pe mansik rog ka ilaj kiya jaaye to acchche natike milte hain. 

    Iss video mein Dr Praveen Tripathi jo ek senior psychiatrist aur sexual disorders ke specialist hain, wo mansik rogon ke lakshan ke baare mein baat kar rahe hain.

     Psychiatric disorders are quite common. Mental illnesses like anxiety and depression are becoming increasingly prevalent. However, the awareness of psychiatric disorders or mental disorders continues to be poor.

    People often are not able to identify the symptoms of psychiatric disorders and are also hesitant in seeking help for the treatment of psychiatric illnesses because of stigma. The inability to identify psychiatric illnesses in time often results in delayed diagnosis and delayed treatment.

    In this video, Dr Praveen Tripathi, who is a senior psychiatrist and sexual disorders specialist, talks about the common symptoms of psychiatric disorders.

Instagram: https://www.instagram.com/mbrosinsta
 
Twitter: https://www.twitter.com/mbrostweet
 
Visit: https://mbrosunit.blogspot.com


Comments